Re: Jis ne kiye sharam
ji ji sab hai un points me.. and jhijhak is hesitation ![]()
acha ji mujhe khawateen se maar paRwane ke irade rakhte hein aap ?? ![]()
to sunein… aik din saas ne bahu ki bohot bisti ki even usko rula diya… ab bahu ne sharam-o-lehaz rakh liya warna usko patak patak ke marti
(wo undertaker ki relative thi) ![]()