jinhaiN aa'nsooN ki bahar-e-nO meray ra'steY maiN bichaa gaa'ey

***

teRi yaad viRad-e-zubaaN huwi tu ajeeb rang dekha gaa’ye
kabi ashak aankh maiN a gaye kabi haR dil maiN sama gaa’ye

ye jo aik shaab ka hijaab hia isay darm’yaaN se hata kabhi
k taloo’hey subha ki aa’Rzo meRi kitni neendain uRaa gaa’ey

meRay zoaq-e-sajda k saa’mnaY meRa koi gham na thehaR saka
wohi aik lamhaY ki ha’zaRi meRi haR khalish mita gaa’ey

meray ghaR se teRay makaN taak ye wohi sunhaRay gulab haiN
jinhaiN aa’nsoN ki bahar-e-nO meray ra’steY maiN bicha gaa’ey

teray jaan gudaaz fishaaR se meray baam-o-daR be laRaz gaye
teRi aik jumbish-e-besada meray jism-o-jaaN ko hila gaa’ey***

very nice :k:

Bohat achay........

Very nice thanks for sharing

teRi aik jumbish-e-besada meray jism-o-jaaN ko hila gaa’ey

Wah … :k:

acha hay keh paglee khobsorat nahi

ye jo aik shaab ka hijaab hia isay darm'yaaN se hata kabhi
k taloo'hey subha ki aa'Rzo meRi kitni neendain uRaa gaa'ey

Gr8 :biggthumb;

:k:

:k: bohat khoob :slight_smile:

paglee siso kuch din pahlay hi post ki thi mane ye ghazal :smiley:
wasay hain bohat accchi :k:

very nice :k:

Woh Paglee hain na, kuch bhi ker sakti hain :wink:

Re: jinhaiN aa’nsooN ki bahar-e-nO meray ra’steY maiN bichaa gaa’ey

Bohat khoob Paglee:k:…thanx for sharing.

Bahut aa’laa …:k:

Bohat Khoob Paglee :)

:blush:

[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
Bohat achay........
[/QUOTE]

thanks ..:)

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Very nice thanks for sharing
[/QUOTE]

Very thanks..:)

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *

acha hay keh paglee khobsorat nahi
[/QUOTE]

ye ap kesay kah saktey :)

:confused: any way thanks

ankhootha wo be pagloN ko :frowning: :smash: :smash: :smash: