Jingare koi bahrkay ..

Jingare koi bahrkay to sawan usay buhjayay
Sawan jo agan lagay usay kon buhjayay
Pat-chahr jo bhaag ujaray who bhaag bahr kihlayay
Jo baagh bahr mein ujray usay kon kihlayay ..

Hum say mat pocho kesay mandir tota sapno ka
Logo ke baat nahi hai yeh qisa hai apno ka
Koi dushman tehs lagayay to meet jiya behlayay
Man meet jo gaahg lagayay usay kon mitayayy ..

Na janay kia ho jata janay hum kia kar jatay
Petay hain to zinda hain na petay to mar jatay
Dunia jo pyasa rakhay to madra pyas buhjayay
Madra jo pyas lagay usay kon buhjayay ..

Mana tofaa kay agay nahi chalta zor kese ka
Moojo ka dosh nahi hai yeh dosh hai aur kese ka
Madhaar main niya dolay to maje paar lagay
Maje jo naya doboyay usay kon bechayay ..

Re: Jingare koi bahrkay ..

:crying:

:crying:

abhi law kee book kam thee jo may ab yee bhi parhooooon :hehe:

wasye achee thee kiss ke gazal

Re: Jingare koi bahrkay ..

:k: nice song gzal :slight_smile:

Re: Jingare koi bahrkay ..

**hammad **.. bongian kar maro aur jaa kar pahro .. :hoonh: .. thankew .. :snooty: ..

koyal .. thanx ..:slight_smile: