jiaaaa

i m missing you :shireen: :cb:

jo jo jia ko miss kar raha hai yahan report karay…

Jia tumhay hichki to nai aai na? :cb: :stuck_out_tongue:

Re: jiaaaa

Jiia is waqt online hay, aap ko nazar nahi aa rahi kia ? Mairay pass eik spare pari of glasses hay, eidi mein aap ko woh bhijwa du ? :D

Re: jiaaaa

:cb: mujy pata hai wo online hai :fatee:

lekin aik thread main us ne kaha tha ke mujy koi miss na karay hichki aaye gi…ab hum daily is thread main usay miss karain ge :cb:

aur spare glasses :emmy: koi spare laptop para ho to zaror bhejo :stuck_out_tongue:

Re: jiaaaa

matlab aap siray usay makkhan laga rahi hein ? :stuck_out_tongue:

spare laptop hay to sahi but chalta nahi, bhijwa du kia ? :smiley:

Re: jiaaaa

nai wo meri dost hai makhan se wo moti ho jaye gi aur main aisa bilkul nai chahti :snooty:

to jo khud use kar rahay ho wo bhijwa do :smiley:

Re: jiaaaa

woh bhijwa dia to aap ki post kaisay parhu ga ? :konfused:

waisay Jiia ka abhi tak koi jawab nahi aya, mujhay lagta hay kahi hichki lagnay say bai-hosh ho kar na gir gai ho. baichari ko roza b bohat lagta hay

Re: jiaaaa

shuker hi wo abhi so raha hi
verna HICKION ne to to chettar khane mi koe qasar nahi choree:omg:

Re: jiaaaa

bohat hi shakki mard hay :slight_smile:

Re: jiaaaa

awww :hugz: nai wo kuch nai keh sakta…:asa:

Re: jiaaaa

wo ap apnay spare laptop ko theek karana :p

haye meri jia :(

Re: jiaaaa

osko kuch mat kaho:nessy: mi os k khilaf nahi sun sakti:aj:

Re: jiaaaa

haan main janti hon :stuck_out_tongue:

Re: jiaaaa

:hehe: han osko ZABAN KI TAQAT ka andazah hi achi tarah:lifey:

Re: jiaaaa

ye to aur bhi achi baat hai :hehe:

hona bhi chahiye andaza :stuck_out_tongue:

Re: jiaaaa

nahi, spare laptop to kabariay ko day ka mainay gachak khani hay. isi liay to aap ko offer kar raha tha k chalo aap ki khatir gachak ki qurbani day daita hu
Haye mairi Zoobi (yeah dialogue eik zamanay mein apnay sab ghar walo ko tang karnay k liay mein bola karta tha)

suna kab raha hu, bus chup kar k parhti raho.

Re: jiaaaa

i didnt missed her .. :nahi:

Re: jiaaaa

:hugz:i miss you really:sannan:
DUAEN:@:
ITNI JURAAT :aj: MUJY MISS NAHI KERTY:smilestar:

Re: jiaaaa

yaha kiya ho rha hai … :sannan:

Re: jiaaaa

mi sirf KKF KO PM KERNEE ae hun eid ka
:sannan: :sannan:
yi eid ka:kursi:

Re: jiaaaa

kis khushii mai … ap ke sakaiii sirff KKF he hainn gs pee:sannan: … ye lo u ki Eidddiiii … :kursi: