Ji main aata hai...

**baandh lain haat pai,seenay pai saja lain tumko.
ji main aata hai kai..taveez bana lain tumko…

kabhi khawabo ki taarh aanhk kai parday main raho
kabhi khwahish ki tarah dil main boola lain tumko

jaan dainay ki ijazat hi nahi daitay ho..
warna mer jayain abhi,mer kai mana lain tumko..

abb tu bas aik khwahish hai kai kisi moodh pai tum…
hum ko bihkray hovai mil jao..sahnbalain tumko!!**

Re: Ji main aata hai...

beutiful 1 plz if u could post full of it i mean complete poetry.

Re: Ji main aata hai…

Very nice :k:

Re: Ji main aata hai...

Beautiful. Thanks for sharing.

Re: Ji main aata hai…

:k:

Re: Ji main aata hai...

jaan dainay ki ijazat hi nahi daitay ho

buhat khoob....

Re: Ji main aata hai...

abb tu bas aik khwahish hai kai kisi moodh pai tum...
hum ko bihkray hovai mil jao..sahnbalain tumko!!

nice sharing......thnx.......!

Re: Ji main aata hai...

kabhi khawabo ki taarh aanhk kai parday main raho
kabhi khwahish ki tarah dil main boola lain tumko

bohat khoob....thnx!

Re: Ji main aata hai…

Buhat khoob dania…i thinks its Wasi shah :hmmm:

Re: Ji main aata hai...

*baandh lain haat pai,seenay pai saja lain tumko.
ji main aata hai kai..taveez bana lain tumko....
*

*very nice
*

Re: Ji main aata hai…

Bohat khoob Dania_2000 :k:

Re: Ji main aata hai...

buhut khoob :)