Jhuki Jhuki si nazar...

…beyqarar hai ky nahi;)
daba daba sa sahi dill main piyar hai ky nahi:wink:

**Tu appny dil ki jawan dharkanon ko gin key bata

Meri tarha tera dill be qarar hai ky nahi:faizy:** **Teri Umeed pe thukra raha hon duniya ko ****:D** ** Tujhy bhi apne pey ye aitbar hai ky nahi:aq:**

Re: Jhuki Jhuki si nazar…

bara mashariqyat wala gana hai :wink:

Re: Jhuki Jhuki si nazar…

Is gane main ye banda kahin kahin Asif Raza Meer sa lag raha hy:cb: Is liy gana bhi kuch acha lag raha hai daikhny mein;)