https://scontent-a-dfw.xx.fbcdn.net/hphotos-frc3/1505132_524169964348034_866008260_n.jpg
Re: Jhoty waday
insaan dil ke bina g nahi sakta bus yehi sach hai according to science :p
Re: Jhoty waday
ek do din dieting kar le to ladka khud hi khatam ho jae ga… ye train wala stunt purana hogaya aur Pakistan main train aae na aae ![]()
Re: Jhoty waday
usko pata hai.. train nahi aaye gi.. jabhi to lait giya
Re: Jhoty waday
Ye tu phir yaqnan gulshan hai jahan mangal bazar lagta hai wahan train ki patri hai train nahi ![]()
Re: Jhoty waday
acha…![]()
Re: Jhoty waday
SAch mae wahan patry hai train ki ![]()
Re: Jhoty waday
yeh hoi na baat.. ab nakam ashqi udhr patri par aik do din lait kar yeh sabit karain gain kay marny ki koshish ki… par qismat main mout hi nahi thi…