jhoota mehboob

~~~is baar bhi badal gaye, har baar ki tarhaa~~~
~~~waada kiya tha tumne anay ka par na aye~~~
~~~jhootay ho tum bhi shaam ke akhbaar ki tarha~~~

Re: jhoota mehboob

well bahut khoob
per lolz at shaam k akhbaar ki tarhan

Tum rakh sakhay na paas kisi bhi …

:frowning: yaar :teary2:

mehbob jhota ap sachay ho bahot hae ;)

cheer up buddy :)

aap ko ro rahe ho?
kisi ne aaap ko bhi shaam ka akhbaar kaha hai?

Re: jhoota mehboob

[QUOTE]
*Originally posted by monasha: *
~~~jhootay ho tum bhi shaam ke akhbaar ki tarha~~~
[/QUOTE]

:biggthumb

:k:

[QUOTE]
*Originally posted by monasha: *
aap ko ro rahe ho?
kisi ne aaap ko bhi shaam ka akhbaar kaha hai?
[/QUOTE]

lolz shaam ka akhbar per hans rahi hoon
aur is stanza per rorahi hoon bhudu

tum rakh sakay na paas, zara apnay qaul ka~......

aye samjh meri behen g

^ro RAHI hoon??

oops sorry sis. :)

i get it...just teasing u ;)

Good one !

Jaane kaun kis majboori ka qaidi ho...
Jo raaste mein saath chorde usse bewafa nahin kehte...!

bhut achay:k: