Jhoot Bolna

Re: Jhoot Bolna

Ameen!
duniyaa main jhootay logon ki kami nahi hai, jhooton ki taadaad sab sey ziadah hai…aur yehi jhootay log apnay aap ko sacchaa bana-nay kay chakkar main sacchay logo ko jhoota bana detay hain…Jhoot bol kar logon ka dil dukhana..yeh gunah-e-kabira main shaamil hota hai..