**“Aur jhooton per Allah ki laanat bhaijain”
{Sura Aal-e-Imran}
** (raz2) ka irshad hai:
**Jhoot burayyon ki taraf layjata hai aur burayyan jahannum tak pohncha deti hain, aur aadmi barabar jhoot bolta rehta hai hatta kay (Allah) kay yahan jhoota likh diya jaata hai"
Hum logon kay nazdeek jhoot bolna aik mazaq banker reh gaya hai hum logon ko is baat ka ilm nahi hai kay mazaq mein bhi jhoot bolna jaiz nahi.**
Allah hum sub ko deen ki sahi samajh ata farmaye!!! A’meen
MashaAllah ...Allah jhotoon say sub ko bachai (ameen)
Ameen!
duniyaa main jhootay logon ki kami nahi hai, jhooton ki taadaad sab sey ziadah hai...aur yehi jhootay log apnay aap ko sacchaa bana-nay kay chakkar main sacchay logo ko jhoota bana detay hain...Jhoot bol kar logon ka dil dukhana..yeh gunah-e-kabira main shaamil hota hai..
but I am personally very upset about this .. that US muslims need to be told that jhoot nahi bolna chaeye .. whereas we shouldnt need to be told ... common sense should be used.