Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

Asalam u Alaikum !
Bohat Din Se Kuch Acha Aap Ke Naam Nahi Kia So Ye Lijiye** !**
Jhanjharewali My Best Friend !

Tarapate hain na rote hain na ham fariyaad karate hain
Sanam kii yaad main har dam Khudaa ko yaad karate hain

Unhiin ke ishq main ham naalaa-o-fariyaad karate hain
Ilaahii dekhiye kis din hamain vo yaad karate hain

Shab-e-furqat main kyaa kyaa saanp laharaate hain siine par
Tumhaarii kaakul-e-pechaan ko jab ham yaad karate hain

BeInG lOneLy !!! sID !!!

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

nice :k:

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

Good One Sid...

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

nice one lonley :)

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

wow kiya baat hey jw ji ab to aap khushi sey naachnye lago gi im sure hahha nice sharing sid

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

wah g wah kia baat hay SID .....

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

Beautiful...

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

nice BL :p

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

**oh wow Sid- this is sooo flattering! Mae toh kab ki waps aa chukee aur online bhi hoti huun magar tusi jaane kithe ghum ho :frowning:

What a beautiful thing u posted Sid- thanks **:hugz:

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

Shab Aryaan Koyal Ts Sanann Sheal And Jw Thanks Alot for appriciation :)

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

Chalo Shukar Hay Wapasi Hoi … :gadha: SID sahraoon main nikal chuka hay aur main ussay lanay kay liye ja raha hoon :smiley:

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

*Daikhi mairi effeciency SID ko faran pakar kar lay aaya ....... *

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

lol sannan bhai aap ki to baat he niraali hai zyada duur janay bhi nahi diya :)

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

Yaar zamana bara kharab hay .......... Seedhay GS main aa jaya karo idhar udhar tank jhank achi cheez naheen hay ........

achay ja rahay ho Jigar ..............

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

Sayeen visits n most of the time online ka competition karwa lo intikhaab mein n u know koi aur jeet nahi sakta ye mere daawaa hai :)

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

Yaar online chat wala program close ho gia hay kia ?????

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

jee haan close ho gaya hai

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

Nice Dedeication Sid:)

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

Tarapate hain na rote hain na ham fariyaad karate hain
Sanam kii yaad main har dam Khudaa ko yaad karate hain

it's superb like always

Re: Jhanjharewali Ko Yaad Kartay Hain

Thanks SJ and Madiha :bb: