jhamper, chappair, thappar, chapat, tamancha

Re: jhamper, chappair, thappar, chapat, tamancha

jhamper = jab baap beti ko maRta hai, jab beti GUL khila deti hai matric kay exam kay baad.

*chappair *= jab khawand beewi ko marta hai, jab daal mai namak ziyada ho.

thappar = jab laRki pyar say apnay mehboob ko tang karnay kay mood mai hanste hoye haath say gaaloN par maartee hai.

chapat = jab aik PAINDOO pontar jata hai aur apni budhi ko apnay lohay jaise hath say tashaddud-fied karta hai

tamancha = jo darmiaanaY kisam kay log hoN, wo istemaal kaRte haiN.