Jhaalar waalaY husbands.

This is an off shoot from the thread by Mirch uncle, Ganjoo husbands.

See, there are non-ganjooo and then, there are ganjooo husbands… but there are some in the middle… the one like our ex-premier and also our Uncle Sargam

Slogan(s) go(es) like,

Aadhay ganjum
aadhay baalam
Uncle Sargam/Wazeer-e-Azam
Uncle Sargam/Wazeer-e-Azam

So, why discriminate against such a dashing style?

Do ladies, prefer aadhay gamjum, aadhay baalam or a total ganjum?

yuckkkkkkkkkkky its better to be bald then adhay ganjay

Re: Jhaalar waalaY husband

you do not like jhaalar?

aap ko jhalar walay dupattay , jhalar walay kapray pasand hain toh jhalrar walay shohar main kia bura-e hay ?

probably women do not want competition :cb:

Re: Jhaalar waalaY husband

uff Allah mujhay to ajj andaza hoa hay app mard hazraat kis qadar hassas hain apne ganj or jhaalarooN k baray main smack

mainay suna tha ik sahab jin ki jhaalar thee unhoon nay apne mangater say kaha

k mainy suna hai ganjay /jhaalar walay lerkoon ki biwian hamesha khoobsoorat hotee hain

lo jee masla hee khatam ..jhaalar bhi khush opps i mean jhalar walay uncle bhi khush or

mangate r bhi khush

baqee jalnay walay ka moun kala barbie

Re: Jhaalar waalaY husband

Some bald guys look cute, like Vin Diesel! Soooooooo cute!

Re: Jhaalar waalaY husband

Aq khair hay ?..kahan kahan say baal jher gayee hain app k faizy

like these :smiley:

Re: Jhaalar waalaY husband

kahiN ganjey heiN kahin moti wives ka zikr hey aur yahaaN jhalareiN naapi ja rahi heiN, koi Smart girls k liye bhi thread khol de ab :cb:

Re: Jhaalar waalaY husband

^ yeh saray Problems thread hain

smart ka kia masla : P

Re: Jhaalar waalaY husband

smart ka bhi mas'ala hey janab unko bhi tou marz hota hey :-p

Re: Jhaalar waalaY husband

:LB:

Re: Jhaalar waalaY husband

^ kia marz hota hay un ko AeQue

marz ka AQ sey aur AQ ka marz sey kya ta'aluq :-p

yeh aap sawaal kar kay jawaab day rahi ho yaa aadat say majboor ho :smash:

Re: Jhaalar waalaY husbands.

:nono: Aint they such a huge turn off to start with, leaving preference alone :what:

aajkal jhalar waley kapron and duppaton ka fashion kam hai neetly trim piping bilkul jaisay tind chamakti ho to is liye jhalari husband bhi old fashion hain :p

Re: Jhaalar waalaY husbands.

Gul-e-tasbeeh > Aq ka marz say bara gehra taluq hay ..: P

adat say majboor hehe

what if they dont leave the jhalar as is but make it into dreadlocks? what then?