jeeta hu tere naam le kar
mar kar bhi yehi anjaam hoga
agar yakeen na aye toh kafan utha ker dehk lena
lubon par tera hi naam hoga
yar q lambi lambi chor rahay ho…sachi aisa kuch nai hota yar…koi naam shaam nai hota…trust me yar
![]()
Naam hota hai baas dekhnay wali ankhain aur mahsoos karnay wala dill hona chahiya…
Wonderful
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Naam hota hai baas dekhnay wali ankhain aur mahsoos karnay wala dill hona chahiya...
[/QUOTE]
arrey yar sab kehnay ki baatain hain...
apni jaan q daitay ho ? be strong and take her with you...like a man!!!
*wo waada hi kia jo wafa na ho
wo piaar hi kia jissay paa na sako
*
[QUOTE]
*Originally posted by ?: *
arrey yar sab kehnay ki baatain hain...
apni jaan q daitay ho ? be strong and take her with you...like a man!!!
*wo waada hi kia jo wafa na ho
wo piaar hi kia jissay paa na sako
*
[/QUOTE]
sub kuch apnay haath main nahi hota kuch faislay apnay akhtiyar say bahar behi hotay hain... dill hai na manta he nahi
to Insaan ko utni hi khuwaish karni chahyay na kay jitni himmat ho paa lainay ki …hay k nai ?
and regarding k kia haath main hay kia nahi…to meray bhai sab kuch apnay haath main hay…bass himmt hoslaa and mardaangni ki zaroorat hay…
meray saamnay agar meri mehbooba ko mera raqeeb lay jai to main to nai choroonga zinda ussay…
khair,
Tawaakal Allah …![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Wonderful
[/QUOTE]
thanx
.
.
.
.
ata bhai: kuch bhi insaan k bus ki baat nahi hai agar insaan k bus mai kuch ho tou koi kabhi mohabbat na karay
Oh so morbid...
Achay achay pur-umeed khayalaat pe bhi likha kareiN :-P
[QUOTE]
*Originally posted by ~Sehar~: *
Oh so morbid...
Achay achay pur-umeed khayalaat pe bhi likha kareiN :-P
[/QUOTE]
jis ki jaisi tabiyat ho woh waisa hi likhta hai:)
nice:flower1:
thanx
hummm
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
hummm
[/QUOTE]
:)