jeenay ka zehar

Kab mein ne yeh kaha Tairay bin main jee loon ga Haan kaha tha to bus itna Yeh zehar bhi pee loon ga Aur jana Tum to jaanti ho na Jo jeenay ka zehar piya kartay hain Woh bhala kab jiya kartay hain

Re: jeenay ka zehar

zehr pi k kon ji sakta hai

Re: jeenay ka zehar

aaj kal zehr khalis nahin milta

Re: jeenay ka zehar

kaisay pata chalay ga k yeh zehr khalis hai

Re: jeenay ka zehar

Khane wala shayari ki ik bhi line likhne se pehle......

Re: jeenay ka zehar

bata dy ga k yeh khalis hai

Re: jeenay ka zehar

zeher :eek:

Re: jeenay ka zehar

good.