Dushman mere khusiyOn ka zamana hi nahi tha
Tum ne bhi kabhi apna to jana hi nahi tha
Kia karta akaila main saja kar kOi mEhfil
Jab shehar main kisi ne ana hi nahi tha
Dil ne to bOhat chaha magar kis tarah jeetay
JeenaY k liye kOi bahana hi nahi tha
Mur mur k dekhta raha maiN Umar bhar magar
Tum aaye nahi tum ko to aana hi nahi tha
Aik rasta bacha tha wO bhi lotne ka tha
Jata main kahaN kOi thikana hi nahi tha
Ab jhuk k mere lash ko jhinjhOr rahe ho
Jaise tumhare “SHehaAR” ko jana hi nahi tha
SJ
2
Re: ~JeenaY k liye kOi bahana hi nahi tha~
very very Awesome…
tammam ghazal he lajawaab hai…
app ki choice bohat umdaa hai…
issi tarhan share kartay rahiay hamaray sath acha acha stuff…
Re: ~JeenaY k liye kOi bahana hi nahi tha~
wah bohat he khubsurat ghazal hai
great :k:
Re: ~JeenaY k liye kOi bahana hi nahi tha~
thx both of u