Re: Jee Karda, Jee Karda
chochi si bachi… hmmm mujey ek bahana soojh raha hay… Main keh dun ga kay ek chochi si bachi ro rahi thi sarak pay khari, keh rahi thi kay usay ghar ka raasta bhool gya. To phir mujey us ko uskay ghar chor kay aana para. Is liye nokri ki talash main nahi ja saka. Kaisa hay bahana?
![]()