Daagh
1
**
lutf woh ishq mein paaye hain ki jee jaanta hai
ranj bhi itane uthaaye hain ki jee jaanta hai
jo zamaane ke sitam hain woh zamaana jaane
tune dil itane dukhaaye hain ki jee jaanta hai
tum nahin jaante ab tak ye tumhare andaaz
woh mere dil mein samaye hain ki jee jaanta hai
inhi qadamon ne tumhare inhi qadamon ki qasam
khaak mein itane milaaye hain ki jee jaanta hai
dosti mein teri dar-parda hamaare dushman
is qadar apane paraaye hain ki jee jaanta hai
**

Koyal
2
Re: …jee jaanta hai
Really hmmm wesay hum be kuch kuch jantey hain ping wali ko 
PS: nice one thanks for sharing..
Daagh
3
many thanks koyal jee for appreciating...
and woh ping wali to koi hai hi nahi na :(
nice one daaagho uncle :k:
system
6
very nice.. :k:
thanx 4 sharing.. 
Daagh
8
thanks vivo and ulluji :)
Nice poem.And thanks for sharing Saleem.
Daagh
10
am glad you liked 
many thanks Sana ji for your appreciation 
jiya45
11
very nice :k:
thanks 4 sharing daagh:)