Jaziira matt kaho is ko....

Ye dil jazboN ka maskan hai jaziira matt kaho is ko ye jazbey khushbu'oN, ranGoN ko ley kar dhaRkanoN maiN phuul bantey haiN Ye jazbey un-chuu'ay ehsaas jesey haiN kisi ka honey aur apna banaaney ki anokhi peyaas jesey aiN ye dil jazboN ka maskan hai jaziira matt kaho is ko tumheN ma'luum hai aksar jazeera duub jata hai...

wow zabardast.. jazboon ke achi tarjumani ke hai :k:
thanks for sharying :flower1:

Nice :)

Thanks.

bohat khoob :k:
thanks for sharing :slight_smile:

Re: Jaziira matt kaho is ko....

[QUOTE]
Originally posted by ~Nazish~: *

Ye dil jazboN ka maskan hai
jaziira matt kaho is ko
ye jazbey khushbu'oN, ranGoN ko ley kar
dhaRkanoN maiN phuul bantey haiN
Ye jazbey un-chuu'ay ehsaas jesey haiN
kisi ka honey aur apna banaaney ki anokhi peyaas jesey aiN
**ye dil jazboN ka maskan hai jaziira matt kaho is ko
tumheN ma'luum hai aksar jazeera duub jata hai...
*
[/QUOTE]

wahhh kiy abaat ki ha :)

beautiful:k:

Re: Jaziira matt kaho is ko....

[QUOTE]
*Originally posted by ~Nazish~: *

Ye dil jazboN ka maskan hai
jaziira matt kaho is ko
ye jazbey khushbu'oN, ranGoN ko ley kar
dhaRkanoN maiN phuul bantey haiN
Ye jazbey un-chuu'ay ehsaas jesey haiN
kisi ka honey aur apna banaaney ki anokhi peyaas jesey aiN
ye dil jazboN ka maskan hai jaziira matt kaho is ko
tumheN ma'luum hai aksar jazeera duub jata hai...
[/QUOTE]

Kiya baat hai.... Masha Allah....

kisi ka honey aur apna banaaney ki anokhi peyaas jesey aiN

Bohat khoobsurat Nazish :)
Thanks for sharing

buhat zabardast

Thank you everyone!

bohat khoob nazo thanks 4 sharin:)