Re: Jazb-e-Dil ki Shiddatain (Complete)
Jo teray qadam mery ghar chalain mery saath Shams O Qamar chlain
Teri qurbatoon main sam'et looN Rah-e-Zindagi ki musafatain
Meray Roz O shab k Nisaab main meray paas apna to kuch nahi
Tera Qaraz hay meri zindagi, Meri sansain teri amanatain
--- Dil pay asar karr gaye hain yeh shair