Aa’ina Jeeeeeeeeeeeeee!
Yoon to na karein, phir hamein kaun pooche ga:confused:
Main to thak gaya ta’reef kar kar k:(
Ab kuch kehne ko nahi mere paas, aap ne khaali kar dia hamein.
Yaani ye koi zaruri hai k har din pehle se bhi achi poetry karne lage insaan.
Fan bana lia aapne:)
Allah khush rakhe aap ko!!!
Zara maqte k pehle misre par dhyaan dijiye. “Aa’ina” word ka wazan aaisa hai k maqton mein is ko fit karna kaafi mushkil hai lekin I know, u can do it. Waise mere paas aik suggestion hai, agar kahein to post karoon ?