Jawani kay din Chamkeelay Ho gaye

Juwaani Kay Din Chamkeelay Ho Gaye

Aur Hussan kay Tevar Nokeelay Ho Gaye

Hum Izhar Karnay mai Thoray Dheelay Ho Gaye

Aur Inkay Haath Peelay Ho Gaye
[RIGHT]-Samad '07

[/RIGHT]

**Maksad ye hai, kay kabhi bi achi laRki ko haath say janay na do, is say pehlay kay koi budha, ya ameer shaks usko chura lay bethay.

Pehlay Ayain, Pehlay PayaiN.

Jin Hazraat ko laRkian patanay mai dushwaaria’N pesh ati haiN, biraye meher baandri apnay kareebi moderator say rajju karaiN.

Aap ka bohat bohat Shukriya.


Re: Jawani kay din Chamkeelay Ho gaye

:smack:

Re: Jawani kay din Chamkeelay Ho gaye

AQ - dont make this papphay-kuttan smiley. Meri is azeem thread ka sara sar mazaak na uRaaya jaye.
*
Shukriya, Meharbaandri.*

Re: Jawani kay din Chamkeelay Ho gaye

Hum Izhar Karnay mai Thoray Dheelay Ho Gaye

*Aur Inkay Haath Peelay Ho Gaye

:rotfl:
*

Re: Jawani kay din Chamkeelay Ho gaye

Agar zindagi mai kuch kar dikhana hai to, Kuch Aisa Karo Kay Jis Shehar, Jis Galli, Jis Mor Say Guzro , wahan kay ghar say AWAZ aye kay "Papa Aa Gaye, Papa Aa Gaye".

Re: Jawani kay din Chamkeelay Ho gaye

maiN saraa sar naheeN, khud ba khud mazaaq uRaaouN gaa:p .. abay yeh thread hee naheeN, teri shaairi bhee azeem hai.. janaab Hakeem Shaair-e-Shumal Junoob Maghrib :hehe:

Re: Jawani kay din Chamkeelay Ho gaye

:rotfl:

Re: Jawani kay din Chamkeelay Ho gaye

Ao Mil ker Kar Jaien Kuch Aysa Kaaam

Her Gali say Awaz aye Abba Jaan Abba Jaan:)

Re: Jawani kay din Chamkeelay Ho gaye

:cb: :cb: