Jati shabb kay sitaaro ........!!!

hummmmm
Hospital ki larkiyan Gazal oor dawiyaan Lamhay jaisi hain … Khair … Azad zindagi ki aik udass shaam Bolti aankhon ka naam, aap ki nazar kartay hain.

Aay dil tum Udass mat hona
Bojal dharrkanon ki mat sunna
Mohabat bojh ban gaii hay magar
Kuch tum kisi say mat kehna
Lamha lamha sisskta jay hay
Nahi, Num aankh nay nahi hona
Janum Saat (7) Hum safar main rahay
Bolti aankhon kay assar main rahay ..
Jaan jaisa hi hay woh but e adda
Nahi, Ghubaar e raah ab nahi hona
Jati shabb kay sitaaro …!!!
Gumshuda taQdeer say yahi kehna
Nahi, Ab kay raha nahi koi ~Azad apna

Adab Arz
(Azad)

Re: Jati shabb kay sitaaro …!!!

my name…?:konfused:

nice1:k:

:)

Re: Re: Jati shabb kay sitaaro …!!!

Matlub .. Female staff khobsorat oor Medicine … Karrwahat main Karyla

[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
:)
[/QUOTE]

humm qoya aap ka danna pani Hospital say chlata hay jo khush ho rahain aap

really nice

thx for sharing:)

Re: Jati shabb kay sitaaro …!!!

Lamhay jaisi??? :eek: kia matlab?

Re: Jati shabb kay sitaaro ........!!!

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
hummmmm
Hospital ki larkiyan Gazal oor dawiyaan Lamhay jaisi hain ... Khair ..... Azad zindagi ki aik udass shaam Bolti aankhon ka naam, aap ki nazar kartay hain.

Aay dil tum Udass mat hona
Bojal dharrkanon ki mat sunna
Mohabat bojh ban gaii hay magar
Kuch tum kisi say mat kehna
Lamha lamha sisskta jay hay
Nahi, Num aankh nay nahi hona
Janum Saat (7) Hum safar main rahay
Bolti aankhon kay assar main rahay ..
Jaan jaisa hi hay woh but e adda
Nahi, Ghubaar e raah ab nahi hona
Jati shabb kay sitaaro ........!!!
Gumshuda taQdeer say yahi kehna
Nahi, Ab kay raha nahi koi ~Azad apna

Adab Arz
(Azad)
[/QUOTE]

Maza nahin aya :D