Jatey mein lay gaya woh mera haath

Thaama thaa uss nay haath na choroon ga umr bhar
Wada kiya thaa uss nay meri baat kaat ker
Woh bevafa zarur thaa ..wada shikan na thaa
Jatey mein lay gaya woh mera haath kaat ker

Re: Jatey mein lay gaya woh mera haath

:eek: