Jatay jatay wo mujh ko achi nishani dey gya
Umar bhar dhorao ga aysi khani dey gya
Is se main kuch pa sakoon aysi kha umeed thi
Gum bhi vo shayad barayay meherbani dey gya
Sab hawayay ley gya meray samandar ki koi
Aur mujh ko ek kertay badbani dey gya
Kher main pyasa rha per isnay itna to kia
Meri palko ki qataro ko wo pani dey gya