Jatay jatay mallaal dayta hay

Dil kay mousam uchaal dayta hay
Mohabat! kiasay kaisay wabal dayta hay
Aankh main pal bhar ko ruk kar ..
Jatay jatay mallaal dayta hay

Adab Arz
(Azad)

Beautiful Azad jee....

bahut khoob! :k:

Dil Say: choti si arz hai! aap ki aankhon per patti achi nahi lagti; bahut sad lagti hai! :frowning: :stuck_out_tongue:
aur itni barri Badduaa kis ko dee jaa rahi hai, aap ke sig main! :hoonh:
Gustaakhi muaaf!

Dilsay sara nawazi hay aap ki

Re: Jatay jatay mallaal dayta hay

:k:

Re: Jatay jatay mallaal dayta hay

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Dil kay mousam uchaal dayta hay
Mohabat! kiasay kaisay wabal dayta hay

(Azad)
[/QUOTE]

buhat khoob:biggthumb

Paty jaan kar bandhi hai… taka kuch dekh na sakoon… aur jahan tak baad dua ka taluk hai…

**
Ahsair kay parday main hum kis say mukhatib hain
Vo boojah gaya hoon gay koyoon naam liya jaya… **

:k:

:snooty:

Hum Hain
Capri
Galaxy
Chand_Chera

Thank you

aadhoori itna bora bhi nahi lekh kay aap parrho our comments na do :(

dil say kabhe kabhe patte khoal bhe daine chahiyae....

Beautiful, bphat acha likhtay hain aap Azad~.. :)

bohut khoob:k::k: