**ab main rashan ki qataaroon main nazar aata hoon
apnay khaytoon say bicharnay ki sazaa paata hoon
kitnee mehngiee keh bazaar say kuch lata hoon
apnay bachoon main oussay baant kay sharmata hoon
apni neendoon ka lahoo poonchnay ki koshish main
jaagtay jaagtay thak jata hoon, soo jata hoon
koe chadar samajh kay khainch na lay phir say Khalil
main kafan ourrh kay foot path pay soo jata hoon**
Oh God…so touchy.. and deep
ab main rashan ki qataaroon main nazar aata hoon
apnay khaytoon say bicharnay ki sazaa paata hoon
koe chadar samajh kay khainch na lay phir say Khalil
main kafan ourrh kay foot path pay soo jata hoon
So Lovely :k:
Dilsay
3
Beautiful and nicely performed too.....
Jata hoon say yaad aya....
Jata hoon pur umeed palata hoo na murad
Majboor admi ke dua hoo giya hoon main
Jata hoon say yaad aya....
Jata hoon pur umeed palata hoo na murad
Majboor admi ke dua hoo giya hoon main
[/QUOTE]
Wah Wah Dilsay....Wah
what a 'On Occasion' entry
I liked that....thanks
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Jata hoon pur umeed palata hoo na murad
Majboor admi ke dua hoo giya hoon main
[/QUOTE]
Wah!
Swera
6
very good:) BTW where have you been?
May I say WB :D