Raks kiya jae
dawaatein kee jae:shikra:
Aj badshah salamat ke salgirah hai
ab hamari umar na poochiye ga:blush: hum to abhi chote say hain:shikra:
Raks kiya jae
dawaatein kee jae:shikra:
Aj badshah salamat ke salgirah hai
ab hamari umar na poochiye ga:blush: hum to abhi chote say hain:shikra:
Re: Jashn manaya jae
to phir jashn mein kya kiya jaye
seedha boleye calender ejaad naheen huwa tha tab. ![]()
Re: Jashn manaya jae
flooder-e-azam ke liye aik lakri ka ghora laya jaye us pe baith kar ye jhoolein ge :LB:
hum ne to bohat tarakkii ke hai apnay zamanay main:shikra: taj mehal kis ne banaya??
hum chapal nai pehantay nahi to aap ko rakh lete:shikra:
hum samjay aap bolein ge larki ka tola:jano:
the most unluckiest day :aq: ![]()
Re: Jashn manaya jae
*aur humary ley darbar-e-khas main kaneezoN k raqs ka badobast kia jaye.. *
Re: Jashn manaya jae
khuda ka shukar hai ke aap chapal nai pehnte warna pata nai kaha pohanch jate :halo:
Re: Jashn manaya jae
to kameena hai kameena hi rahe ga nalaik chota sa ho kar larkion ke khawab dekh raha hai ![]()
nahi balke :femme:
wo kal tha jab hum bichray
:aq: jee jee aaiyay tashreef rakhiye
kahan pohanch jate?
yeh badshah ki shaan nahi ke wo chapal pehnay.badshah to ghusalkhanay main bhi khussa pehan ke jate hain
mohtarma aaj to na mariya:shikra: aaj hamari salgirah hai.yeh tohfa shaadi wale din ke liye sambhaal lee jie
Re: Jashn manaya jae
badhsa kaun :halo: aap muje fraud lagtein hain ![]()
Re: Jashn manaya jae
haann bichare gae hum.... apke dil phenk buri adat ne humari ehtebaar.... mohabat dono ko khatam kerdia
HYEEEE!!
Re: Jashn manaya jae
ab nahi karti shadi tujh se teri pehle hi 50 shadiaan ho chuki hain tere pass ab aik photi kori nahi bachi mere liye ![]()
bhaar mein ja
aap chappal hai chappal he rahiye:mad: sar ka taj mat baniye
mazdorooon nai.. ![]()
kyon aap sar ke taj ko chapal se banane walein hain?![]()
Jaaiye tareekh ka mutaleya kee jie:mad:
aaj kal ke jahil noujawan
nahi taj hamesha khalis sonay ka hota hai:shikra:
Re: Jashn manaya jae
to phir aap mere wala lelo muje woh wala dedo ![]()