Humm unn subb logouN kay kay jo kay intezaar kar rahay haiN, custom title aur avatar abb mil jaanay chaahiyeN naa …
Mr Custom bhai jaan mohatram, iss khushi kay moqay par aap apni saalaana vacations say please chuTTi lay kar aa jaaeiN naa… azaadi kee salgirah waalay din tau vacation say chuTTi kar laiN naa.
Allah khush rakhay aap ko aur Mr say Hazrat Custom ban jaaieN aap insha ALLAH…
i am sure aap do lines waalay doosray bhee truncate karaiN gey in near future… as we were assured of custom avatars of many like azkar bhai, muzna baji and zaalim bhai waghera
Kehtaa hooN such kay jhoot kee aadat nahiN mujhay flower1: