JANWAR peeti hoie news kay sath

Yea InshAllah he will be fine and ur flirting again huh :rotfl:
OUr woh bhi Ramzan ke waqt.

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

Diya - - - - us kay leyah BHAI or agay wala word tumharay leyah hai ;)
[/QUOTE]

jan-ay maun
jan-ay tamana
..jan-ay ja.
.jan-war!

yaar im not flirting , yah tu mari DIYA jaanu hai :slight_smile: she is my such a lovely friend :slight_smile: or raha baat ramzan ka tu yaqeen mano karachi mai pooray saal itne larkiya nazar nahi ati jitne ramzano mai nazar ati hai magar rozay ke halat mai woh baach jati hai :mad3:

right!
ab to adat c hay muja ko…aysay jinay may..

:rolleyes:

beechari kal tak tu theek thi :bummer:

byke pay bath nay kay khoof say..! aysi ho gai ho

Janwar insan bun jao!!!! :p

*Nimmi nay ajj bhook-hartal kar de or appnay room mai 2 din say band hai bahar nahi nekal rahe, pata laganay par maloom howa kay un ka makeup box kese nay choori kar leyah , jis kay bad woh kese ko muu dekhanay kay kabil nahi rahe coz without makeup hmmm

ehehhe haan na wohi tou agar bagair make up ke bahar ai tou app log kahen ge wow BEAUTY WITH PURITY ;)<
waise bhi app ki nazar buhat khatarnak hai :smiley: :rotfl:

*NiMmi un saheeba nay flirting kay under bumper prize jeeta hai or miss flirt ka un ko crown ajj pahnayah jaie ga .

Haan mujh ko app ki hawa lagai hai :D<

Janwar Sahab ko WWF ki taraf say notice mila hai kay woh khud ko “Endangered species” samjhtay hoye appnay app ko WWF ki research Laboratory mai foran jama ker wah dain. Wohan unki “Clonning” ki jaye ge aur un jaisaye “13” janwar pairs ki sorat mai aur paida keye jain gain. Ajkal Janwar yeh sun ker bohat perishan hain. :eek:

Andaza kero Janwar jaisay 13 jori Janwar aur hongay,:eek:

:yummy:Meray 13+1 Behen/Bhai,:hehe::hug:

I’m very dissapointed:nono3: Aida de punjabi :eek: I think you can do better :hoonh:

:hehe:

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

Sinner ke girl friend nay bola kay * janu zara mari photo jo manay USA mai lee hai un ko zara dhoolwa kar lay aooo . . . tu yah masoom dhoobi kay pass chalay gaie dhoolwanay .

[/QUOTE]

My friend there is mistake ... woh tumhari gf thi us nay mujhey kaha bhaiya meri aur janwar ki pics dhoolwa lao kyoon kay Janwar nay aik saal bath nahi liya ...

aaj Kal news nahin aa rahi:bummer: i miss gurma grum khabrain :frowning:

me too :frowning:

:wave: :salam: h r u sweetie?

:wsalam: im fine
u sunao :slight_smile:

ermMMMmMMM !! Okz so u guz want to re-open this thread . . . ill surly send some gurma garam news ova here sOOn ;)

shyte :smack:

yey!! :hula:

Lugay raho… lugay raho…

:clap: