kaman Khan - - - Kaalo halwaie kay sath beth kar cigrate pee rahay tha kay un kay abba hazor nay dekh leyeah or un ko khoob mara .
Daagho - - - daaghaay bananay lagay hai ajj kal .
RainDance - - -Dance club mai instrator ban gaie hai .
Dania2000 - - - ajj zoo gaie dor say un ko appnay jasi shakal nazar aie tu woh haran or pareshan halat mai agay bhari jab kareeb gaie tu pata chala kay woh elephant hai .
NimMi - - - nay ko aik larkay nay line mari tu nimmi nay palat kay appni pather ke ankh nekali or us ko mar de jis kay bad us larkay kay sir say khoon jaari ho geyeah .
Cuto sweetO - - - nay janwar ko ankh mari or janwar bayhosh ho geyah .
Nancy drew - - - nay ajj first prize jeeta appnay yellow teeth dekha kar .
NimMi - - - nay ko aik larkay nay line mari tu nimmi nay palat kay appni pather ke ankh nekali or us ko mar de jis kay bad us larkay kay sir say khoon jaari ho geyeah .
omair_mal1k - - - Mailk sahab rastay par walk karnay niklay … achanak woh MILK pack ke wajha say slip howay or direct gutar mai gir gaie… jis kay bad un ko gutar mai talash kara geyeah magar woh samandar ke taraf jaa kar melay
Insan - - - ke happybirthday par har khas O amm ko dawat de gaie …poori raat dance hota raha , logo nay dance kay sath sath qaawaalee ke intazam kara howa tha… magar jesay he pata chala kay insan kay ghar walay raat ko he 3 bajay wapas aarahay hai tu unho nay appnay sab doost larko or larkiyo ko sir par topi or chadar phanaie or NAATO ka program shoro kar deyaah or boltay jaa rahay tha hum madinay mai hotay
Dania2000 - - - zahni tawazon kharab hai ajj kal un kay un kay boyfriend mar gaie or ALLAH ko pyaray ho gaie pata chala kay , aik din dania or un kay Boyfriend wesay BOY kum BOY FAT zeeyada lag rahay tha WALK par niklay dono hatho mai hath dalay sadak kay keenaray chal rahay tha ankho ankho mai ankhay dalay … mosam boohat pyara tha halki halki rain dropz cheray par or dilkashi peeda kar rahay tha , achanak barish taaz ho gaaie or BOY FAT naybola wait im going to get a ice cream for u … woh jab wapas aie tu Dania un ko nazar nahi aie… kafi dhoonda un ko aik khooofnak , mOoti bhans numa aurat not larki nazar aie , us nay poocha KHALA jaan app nay kese pyar larki ko dekha hai us ka naam DANIA hai … Aurat ke awaz aie… aray meray BOY FAT im dania… jesay he us nay suna woh waha par he bayhosh ho geyah , beecharay waha par he mar geyeah or direct Janat mai chala geyeah … coz dania ka makeup barish ke nazar ho geyeah tha
Kamran Khan - - - nay appni cast change kar le abb woh pathan nahi rahay bangali ho gaie hai coz un ko aik bangalan larki say pyar ho geyeah or us larki kay baap ke sharat thi kay Kamran Bangali ho jaie or humhari tarha Moosali<--(fish) chawal<--(rice) khaie jis ko kamran nay bari sooch kay bad qabool kar leyeah .
Daagh - - - foran serf excel say khatam .
Heart Hacker - - - kay dil ke hard dish mai bad sector aagaie jis ko format marnay kay leeyah DOC ko nahi computer master ko bolayah geyeah , jis kay bad un kay dil par format mara geyeah magar kuch BOY friends ke files save kar le gaie jis pay un ke pics or un kay phone number tha , Heart hacker computer master ka hath pakar kar boli thanx doc thanx tum nay mari files bacha le warna is heart hacker ko heart attack ho jata :(
Nency Drew - - -nay aJj 2 EGGs deyah aik mai say choosa nikla or doosaray mai say collgate toothpaste :d
Faizy - - - raheem chacha ke larki ko cher deyah jis par raheem chacha nay chachi kay sath mil kar faziy ke dhoolaie ke Q kay raheem chacha zat kay dhoobi jo tharay .
Confused Gadha - - - kal raat say confuse hai Q kay un kay kamray ke tubelight fuse hai .
Wise Guy - - - nay shadi karnay ka program bana leyah hai jis ke wajha say Larkiyo nay ghar say bahar nekalna band kar deyah hai , akhari news milnay taq pata laga hai kay koie wise guy kay area mai 40+ say kum omar ke larki nazar nahi aarahe .
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

[/QUOTE]