[QUOTE]
*Originally posted by scarlet lady: *
Scarlet aapis ki baat hai yeh janwar dialogues mai bohat acha hai!
Is ke dialogues pehle bhie kahin sunne hain!
Kyon Janwar?
[QUOTE]
*Originally posted by scarlet lady: *
Scarlet aapis ki baat hai yeh janwar dialogues mai bohat acha hai!
Is ke dialogues pehle bhie kahin sunne hain!
Kyon Janwar?
i can reply u the answer of that but u know wut that u dont know nothing
jaOo choora this time ![]()
I jst said that cz Angel isnt too happy!
Kaafi pareshaan hai shaid tumhaari waja se!
[QUOTE]
*Originally posted by TheBlingKing: *
I jst said that cz Angel isnt too happy!
Kaafi pareshaan hai shaid tumhaari waja se!
[/QUOTE]
mari wajha say nahi Uncle ke wajha say :) anywaz me Off buddy , app ho nah un ka kheyal rakhnay kay Leyah :) khOsh raho or un ko khoosh rakho :) ALLAH HAFIZ.
ok
O bhai! dil pey nahi leney ka kia!!! tension nahi leney ka, sirf enjoy karney ka, samajh aayi ![]()
yaar mey ney soch mey bhi tum sey torhi cher chaar kar loon, no heart feelings bro.
acha waisey kis ko apni jaan samajh bethey they???
kahin wo “tumhaari pari” to nahi
akalmand keyliey ishaara kaafi hey ![]()
dada dil par tu lay gay app ke baato ko coz app say dil ka jo rishta ho geyeah hai .. aik taraf bhai boltay ho or doosari taraf boltay ho kay dil par nahi lo
wesay pari hmmmmmmmmm pata nahi kaha ho ge kis hal mai ho ge or kiya kar rahe ho ge zara pooch kar batana coz mujhay khud nahi pata kay koun hai ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
kOie nahi baach sakta is janwar kay panjay say :D
[/QUOTE]
acha but yeh larki haath ane wali nahi ;)
^^ wesay is larki ko hum appnay hath mai nahi dil mai jhaga denay walay hai tu hatho ka kiya kam yah tu dil say dil kay kam hai :)
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
^^ wesay is larki ko hum appnay hath mai nahi dil mai jhaga denay walay hai tu hatho ka kiya kam yah tu dil say dil kay kam hai :)
[/QUOTE]
kis larki ko?
[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *
kis larki ko?
[/QUOTE]
sab bata do hath paooo katwa lo :p
lol dina ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
^^ wesay is larki ko hum appnay hath mai nahi dil mai jhaga denay walay hai tu hatho ka kiya kam yah tu dil say dil kay kam hai :)
[/QUOTE]
oh yeah soch len JAL jain ge:p
[QUOTE]
*Originally posted by NiMMi: *
oh yeah soch len JAL jain ge:p
[/QUOTE]
aagaie tum yaha par miss patakha :)
app ko kaise pata maira family mai mujhe is naam se bulate hain ..
abb mai appnay sosral walo ko nahi jano ga tu kis ko jano ga ![]()
tum jahil ho, mera ishaara bhi nahi samajh sakey ![]()
mai jahil nahi ho mai janwar ho mamo ![]()
lalas2000 - - - LaLa lahore nay lahore jaa kar lotay mai paani bhar kay paani peeyah or us kay bad yah bol kar baat khatam ke ( AAaaAaahhhHhhHhhhh !!! Marinda ).
NiMMi - - - NiMmi kay Oper aik Movie banay jaa rahe hai jis ka title hai ( Dulhan Doodh walay ke ) .
Dania2000 - - - Dania kay naam par ajj kal aik cartOon show chal raha hai jis mai Dania Cartoon bananay say zeeyada cartoon banay par attention day rahe hai .
scarlet lady - - - boohat pyari hai :)
Ur Angel - - - nay dil toornay par nobel price jeeta .
cute swee2 - - - nay ajj 10 larko ko hospital poocha deyah , pata laganay par maloom howa kay unho nay un ke taraf hans kay dekh leyeah jis ke wajha say cute swee8 kay dantoo mai keera laga howa nazar aageyeah larko ko or woh at the spot beehosh ho gaie .
Raindance - - - nay canada mai weekend walay din bathroom kay lootay sellout karay jis par un ko kafi peesay melay .
DESI CHURAIL - - - nay ajj churailo ke duniya mai MISS CHURAIL jeet leyeah Q kay unho nay cat walk ke jhaga cow walk kar de :p
No Reservation - - - ko pyar ho geyeah appni bhangan say .
wahan tum kia kar rahey they…lotey mey sub ko paani bhar key dey rahey they, aur keh rahey they..thunda thunda..marinda piio jee ![]()