Janwar needs a Girl - for Rishta

Re: Janwar needs a Girl - for Rishta

janiz mere hote howe aesa kuch nahin hone wala main apne hathon se tere haath peelay karonga :smiley:

Re: Janwar needs a Girl - for Rishta

:eek:
larko kay bhi haath peelay hotay hain???

Re: Janwar needs a Girl - for Rishta

nahin ab se naya rule nikalenge inkalaab lainge janwar ke haath peelay kaalay kar k :smiley:

Re: Janwar needs a Girl - for Rishta

^oh…acha…:konfused:

Re: Janwar needs a Girl - for Rishta

nara trend hai na :stuck_out_tongue:

Re: Janwar needs a Girl - for Rishta

ohh..pahlay batatay, main pahlay sey hi booked hoon :D

Re: Janwar needs a Girl - for Rishta

ab yeh bhi book hogaye hain apne dair kar di booking closed :smiley:

Re: Janwar needs a Girl - for Rishta

uffffffffff khudaayaah :smack:

Re: Janwar needs a Girl - for Rishta

engagement hi howi hai abhi se sir peet rahe ho :smiley:

Re: Janwar needs a Girl - for Rishta

^^ chupbay :bailan:

Re: Janwar needs a Girl - for Rishta

^.. kaisay ho?

Re: Janwar needs a Girl - for Rishta

^^ kesa ho sakta ho app ke zulfo ke chaoo kay bena :(

Re: Janwar needs a Girl - for Rishta

^… kiss address per main aapko aapni “wig” parcel karon…zara bataiye ga..? ..
:hehe:

Re: Janwar needs a Girl - for Rishta

^^ us jhaga jaha mai ho or mari tanhaie , or us par alaam-e-dil app ke yaad mai dooba howa ho :blush: