Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
baton baton main to ho sakte hain na dufferrrrrrrrrr
main sach ki baat nahin kar raha ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
baton baton main to ho sakte hain na dufferrrrrrrrrr
main sach ki baat nahin kar raha ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
toba hay Bm tum bee na had kartay ho ![]()
bas mayra moh na kol ![]()
![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
Bm nahin dm ![]()
itni dair se mun se nahin bole rahi thi kya ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
RainOo bhai - - - sab intazam ho choka hai , app ke badshahi gaadi tayar hai , ghooray ke jhaga DM means ghadhay ko bhand deyah hai woh bhi red roses wala har pahna kar , hotel mai honeymoon sweet book karwa leyah hai jis mai honey he honey ho ge har taraf or bees bhi . . . . . . shadi ka hall bhi book ho choka hai , 101 pahalwan app kay leyah khana banaie gay aakar . . . . . or bus app ready hona chahyeah sumjhay .
Decent Munday - - - tum or attia kia baachoo par resreach kar rahay ho , abey soodhar jaoo shadi hoie nahi or bachay bachay chila rahay hai , abey 3 bachay appni jaan dekh pahlay bay
aik ho jaie bari baat hai
u matchbox ke jale hoie teleee .
Attia - - - is DM chechoray ko choro pagal hai kabhi bhi tum ko kant lay ga . . gale mai jab yah ata hai sab bachay ghar say bhag jatay hai . . .u wont belive jab bacha raat ko nahi soota tu us ke maa bolti hai beta soo jaa soojaa warna DM aajaie ga .
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
Hakeem se certificate lay liya pehle yeh batao ![]()
tum mughe se shadi kar lo janwar shaid tum main se bhi nikal ayen ![]()
hahhahahha attia lagta hai janwar mamon ko sahi jagha per aag lagi hai lolz bari jore ki awaaz nikli hai ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
^^ yah jalnay ke badbooo kaha say aarahe hai ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
^^ Oh sorry mujhay nahi pata tha kay mai teray muu par beth geyah ho :p shukar hai bata deyah warna tari sans rok jati or dum ghoot jata :p
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
jab aag lagti hai tab sab aesi behki behki baten hi karte hain tumhare jaisi ![]()
chal yara phir milte hain kal too late now tc
Allah Hafiz
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
^^ ok darling c u soon ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
kiya howa khala khoojle ho rahe hai tu meray pass khoojle metanay wali dawa hai . . . yah sir par keeray par gaie haie ? ? ?
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
Barishon main nahane walon ka yahi haal hota hai ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
^^ chupbay tube light ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
^Koi larkee milee bhayee sahab?
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
abEy yaar yah Decent Munda kese ko choray ga tu melay ge nah
har larki ko jhoot bol raha hai kay mara rishta ho geyah hai ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
Mubarak ho ![]()
Mitahyee kab khila rahe ho? ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
abey seedha saadhay mari khooshi barbad karnay walay 2nd insan . . . kahay ke mubarak day rahay ho yaar tum log meray peechay kyun par gaie ho :( sabar karo 10 K honay do mai khud chala jaoo ga GS say forever :(
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
hahahhaha yeh tube light tumhare future ke saray bulb fuse karegi dekhna ![]()
maine kab pakra hai kisi larki ko ![]()
hahhahahhahahha kahan jaoge khi chore ke to nahin jaoge na hum dono yahin hain ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
baysharam insan
kyun mari khooshiyo mai agg laga raha hai :bash: