Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
RainOo bhai - - - sab intazam ho choka hai , app ke badshahi gaadi tayar hai , ghooray ke jhaga DM means ghadhay ko bhand deyah hai woh bhi red roses wala har pahna kar , hotel mai honeymoon sweet book karwa leyah hai jis mai honey he honey ho ge har taraf or bees bhi . . . . . . shadi ka hall bhi book ho choka hai , 101 pahalwan app kay leyah khana banaie gay aakar . . . . . or bus app ready hona chahyeah sumjhay .
Decent Munday - - - tum or attia kia baachoo par resreach kar rahay ho , abey soodhar jaoo shadi hoie nahi or bachay bachay chila rahay hai , abey 3 bachay appni jaan dekh pahlay bay
aik ho jaie bari baat hai
u matchbox ke jale hoie teleee .
Attia - - - is DM chechoray ko choro pagal hai kabhi bhi tum ko kant lay ga . . gale mai jab yah ata hai sab bachay ghar say bhag jatay hai . . .u wont belive jab bacha raat ko nahi soota tu us ke maa bolti hai beta soo jaa soojaa warna DM aajaie ga .