Jantay hain?

hum akhri baar dil say kab muskurae the?

:hmmm: hamaray pehlay nikah say qabal..os din ke baad say ab yeh nakli muskurahat hai hamaray chehray pe logon ko dikhanay ko.Nahi to jo kaneezein hain wo bhi hum say door bhaag jaein ge:shikra:

Re: Jantay hain?

acha jee, to yeh baat hai :bailan:

main hi hoon na tumharay sari zindagi ko kharab karnay wali! chor kyon nahin daytay mujhe phir :naraz:

Re: Jantay hain?

:shikra: to aap ko chor kar jo naklee hanstay hain wo bhi hasna chor dein malikah

Re: Jantay hain?

hasna muskurana zaroori hai? :hmmmm:

Re: Jantay hain?

ex-aalijah, aap apney doosrey, teesrey, aur chauthey nikah k waqt nahi muskraaey they? :hmmm:

:aq: je hansnay muskuranay say zindagi lambi hoti hai

:aq: ex koun??
:snooty:agar aap hamaray walid saheb ki baat kar rahe hain to wo bohat khsuh ehlaq insan the.har waqt mukurahat un ke chehre pe rehti the

phir to apko muskuranay say bilkul parhez karna chahiye… :@:

jao jao dafa door main nahin baat kar rahi tum say :snooty:

:shikra: humein maloom hai

humaray muskuranay say itni sari larkiyoon ko dil ka dora par sakta hai

:teary1: humein maaf akr dee jiye malikah.hum say naraz kyun hain.kya khata kar bethe hum?

:bummer: ek shikra hai jo hamari saltanat hum say cheenna chahta hai aur humein yeh samajhnay pe majboor karna chahta hai keh ab hum badshah nahi hain aur ab aap bhi hum say rooth jain ge:aq:

tou phir yeh contemplation kyun? na muskurao …masla hal… awaaennn

Mein aapki baat kar raha tha qaidi baadshah :salute:

acha jee, abhi thoray ghanton wali baat bhool gaye kay :emmy:

:aq: aap janti hain aap kya bol rahe hain?

:aq:aap ke is tarah ke mazaak par humein hansi nahe aati
:snooty: ap ko hum ne reha kar diya is ka matlab yeh nahi ke aap baar baar humein ek he baat par ghussa dilein:aq:

:hmmm: koun si baat malikah?
:shikra: humein aap ke siva kuch yaad he nahi rehta

janti bhi hoon aur samajhti bhi hoon… :k337:

Re: Jantay hain?

Badshah salamat, lagta hai aap par phir khumari charh gayi hai aur aap sapna dekh rahey hain :no:

baat nahin yaad to main kyon yaad karwaoon? tumhain to meri qadar hai hi nahin :teary2: jao main jaa rahi hoon apnay maikay apnay abba ki sultanat :snooty:

koo…kooooo…is it just us char here… aur koi naheen…

kooooo…

:sweetif:

:aq: hosh main to aap nahi hain .:snooty: khaheen aisa na ho keh aap par Malikah Khumar ke khumari kehar ban kar nazil ho jae:aq:
aap itna to mantay hain keh Khumar malikah hain?agar wo malikah hain to hum un ke shohar hain ..:shikra: saltanat phir bhi hamari hi hui

ruk jaiye hum aap say faryaad kartay hain:teary1:
:shikra: agar ap hum say apni tareef sunna chahti hain to hum abhi kar dete hain huzoor.Abba huzoor ke saltanat main koun aap ko subha subha bhaag say phal torh ke la kar de ga?