jantae hooae......

har baat jantae hooae dil manta na tha
hum janae itebar kae kis marhalae main thae!!!

Re: jantae hooae…

:k:

beautiful:k::k:

Bahut khoob :k::k::k:

**
Mein chaahata bhi yehi thaa, woh bewafa niklay
Ussay samajhne ka koi tu silsilaaa niklay

Kitaab-e-maazi ke auraaq ullat ke dekh zara
Na jaane kaun sa safha, murra huwa niklay

Jo dekhnay mein bahut hi kareeb lagta hai
Ussi ke baare mein socho, tu faasila niklay

Mein chaahata bhi yehi thaa, woh bewafa niklay
Ussay samajhne ka koi tu silsilaaa niklay**

bahut khoob adhoori ghazal thanks 4 sharing!

Very nice...

Dakhain na khud he kaha hai aap nay sub kuch jantay howay behi asa hoota hai....