Janoon Khirad kay mukabil hai kiya kiya jaya
Tari nazar hai mara dil hai kiya kiya jaya
Ya ak daga mohabat kahan choopa rakhoon
Tamam umer ka hasil hai kiy kiya jaya
Hum apnay dil ka fasana soonanay aya thay
Magar ya aap ke mehfil hai kiya kiya jaya