husan o ishiq ke talub gar tu zara sunn ja
yeh meri betei houi shaam zara sunn ja
lamhoun main dooubte houi mujhe na lege gi deear
aa faslooun ke musafir zara damm ruk ja
aah yeh mosum tu wo hi hai magar shaid
waqat tu kitna badal gaya hai zara tham ja
khuda gawa hai tere husn-e-sukhan ka houn kayal
woh teri palkoon ki haya woh teri saffaf jabeen
woh tere hount ghulabi woh teri muskan
mahjabeen per peri zulfoon ka woh anokah andaz
kiya likhoon teri un madbhari ankhoon per
jinn main roshan thi kandeelain sawa neze per
main tu bhola hi tha dekh ker teri janib
teri nigahoun ne mujh ko magar dhoond liya
yeh kiya sitim kiya meri janib rukh-e-zeba ker ke
kiya likhoon woh kiya main bayan karoon
baqi aianda…