kiya hai.. kiya hai..jhoom ker.. jhoom ker
yeh sadain ker buland her taraf her taraf
tere hount gul gulab ,milain tu saje shabab
teri woh jo ikk ada jo mera dil ko bha gaeee
janta houn ke tu mujhe nigahoun se pilati hai
kiyoun meri passand ko iss tarhain chalkati hai
meh washon ka jhurmat aur bekudi main kiyoun hoon
poochtae hain doost sab adaaoon se zubanoo se
kiya tum ko ik zara se deer ko bataooun dil ki baat
nahie nahie yahain nahie wahan nahie kahain nahie
magar hai yeh ik raz jo chupay tu choup na sakay
jo main kahoon tu dolay dil houn sharam sar woh wahain
bas janta hai woh yahe jo pa chuka hai piyar ko
yeh us ki dastan hai jo bann gaiee hai sham ko.