…pyaar ko pyaar mila
humne tou jub kaliyaan mangi
kanton ka haar mila
bichher ghaya har sathi de kar pal do pal ka sath
kis ko fursat hai jo thaame dewaano ka hath
hum ko apna saya tak
aksar bezaar mila
humne tou jub kaliyaan mangi
kanton ka haar mila