In memory of the one who is no more with me…
Jaane kahaan gaye woh din
Kehtay thay teri raah mein nazroon ko hum bichaayenge
Chaahay kaheen bhi tum raho
Chaahenge tum ko umer bhar tum ko na bhool paayenge…
In memory of the one who is no more with me…
Jaane kahaan gaye woh din
Kehtay thay teri raah mein nazroon ko hum bichaayenge
Chaahay kaheen bhi tum raho
Chaahenge tum ko umer bhar tum ko na bhool paayenge…
![]()
Bohat achay sis… ![]()
Thanks ...
![]()
woh beetay din yaad hain
woh batain sab yaad hain
:( sad but where did he gone?
kahan khogaya amarbail ap ka y woh ...;)
if he is not with you then where is he now?
ap itni achi hoo tu woh khudh aega wapis :)...
inna lillah e va inna ilayhe rajeoon
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
inna lillah e va inna ilayhe rajeoon
[/QUOTE]
Aap ki soch per Inna Lillah parhne ko ji kar raha hai...
Nice ![]()
Awww thats sweet...par sad...
Re: ~ Jane kahaan gaye woh din ~
[QUOTE]
*Originally posted by Amarbail: *
In memory of the one who is no more with me...
Jaane kahaan gaye woh din
Kehtay thay teri raah mein nazroon ko hum bichaayenge
Chaahay kaheen bhi tum raho
Chaahenge tum ko umer bhar tum ko na bhool paayenge...
[/QUOTE]
waqae janay kahan gaye woh din (doghlay o fareb kay din ) :(
janay wala tu tuth gaya apnay dil k khel kay saath phir tu woh no more hi hua na zinda ho ya zinda laash !
woh kehtay hain na
AISA PHIR KABHI NA KARNA !!
ap ki choice achi hai Ab keep it up! keep smiling always !
Thanks HeArT HaCKeR and Muslim_Queen ...
TajMahal
Aap ka bhi bahut shukriya apne qeemti alfaz nawaazne ke leye...
[QUOTE]
Originally posted by Amarbail: *
Thanks **HeArT HaCKeR and Muslim_Queen* ...
TajMahal
Aap ka bhi bahut shukriya apne qeemti alfaz nawaazne ke leye...
[/QUOTE]
aap k bhi shukriya bahut si cheezain nawaznay ka !
[QUOTE]
*Originally posted by Amarbail: *
Aap ki soch per Inna Lillah parhne ko ji kar raha hai...
[/QUOTE]
humri aqal phar pharro to ziyada behtar sorat hay ... Nagwar na guzray to bar sabeel e tazkra ..
Bhalay dinon main bhalay logon ko bhalaii main sunaty howay suna hay ... koi bhi bhali cheez chen jay, gom ho jay ...... jiss ka dilli sadma ho .... to maqbool sorat e andaz e izhaar "inna lillah e va inna ilayhe rajeoon" hi ttehra hay.
adaab
Thanks TajMahal and Azad ...