Janay walay to chalay jatay hain...

Janay walay to chalay jatay hain lamhon ki tarah…
Umer bhar koi sajdon mein para rehta hai…

Re: Janay walay to chalay jatay hain…

:frowning:

sad

Re: Janay walay to chalay jatay hain…

True:hinna:

Re: Janay walay to chalay jatay hain…

hmm…

tu chala gaya mere humsafar ,mur k to dekh ik nazar

mere kashtiyaan hain jale hoyee,tere saahiloon say zara peray !

Re: Janay walay to chalay jatay hain…

us k sahilon pe aa k jalani thein

Re: Janay walay to chalay jatay hain…

aaaaaaawwwwwww…mujhe yeh gaanaa yaad aa gayaa:

jaane chale jaate haiN kahaN, yeh dunyaa se jaanewaale
kaise DhoonNDhe koii unko, milte nahiiN qadmoN ke nishaaN

**yaad-e-raftagaaN 'azaab hai, yaaro! **:frowning:

Re: Janay walay to chalay jatay hain…

dunya se jany walon k qadmon k nishan kahan milty hain