Ab tu kai burs beet gay
Shaeed sudiyaan hee
Laykin
Wo intezaar mein issi tarah khari hai
Ankhein rah dhaikhtay dhaikhtay puthar ho gayee hein
Hur uzo kaan bana hai is aahut k liyey
Haath mein pukray gulab badul gay hein abgeenoon mein
Sub bhool gaya hai
Bus
Itna yaad hai k kaha tha us nay
Eid mein aaon ga
Janay kaun see eid ka kaha tha
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
Ab tu kai burs beet gay
Shaeed sudiyaan hee
Laykin
Wo intezaar mein issi tarah khari hai
Ankhein rah dhaikhtay dhaikhtay puthar ho gayee hein
Hur uzo kaan bana hai is aahut k liyey
Haath mein pukray gulab badul gay hein abgeenoon mein
Sub bhool gaya hai
Bus
Itna yaad hai k kaha tha us nay
Eid mein aaon ga
Janay kaun see eid ka kaha tha
:( :( :(
[/QUOTE]
**
HeArT HaCKeR **
Chutti nahe milli hogi na company se, iss liye aa na saka ab tak !
*koi yeh kaise bataaye ke woh tanhaa kyun hai
woh jo apnaa hai wohi aur kisi ka kyun hain
yehi duniya hain to phir aise ye duniya kyun hai
yehi hotaa hai to aakhir yehi hotaa kyun hain
*