Janay kaha hay woh

Re: Janay kaha hay woh

jee nehi..koi mastiyan shastiyan nehi char rahi :stuck_out_tongue:

Re: Janay kaha hay woh

te fir a tusi ithe ki karde piye ho :wink:

Re: Janay kaha hay woh

kyon? yaha pe normal loog nehi asakte? :stuck_out_tongue:

Re: Janay kaha hay woh

yahan sab normal hi ate hain na isi liye aap se pouch raha hon ke aap yahan kya kar rahi ho :stuck_out_tongue:

Re: Janay kaha hay woh

r u sure bout that? :konfused: aap se baat karke yeh theory kuch galat lagrehi hai :slight_smile:

Re: Janay kaha hay woh

---------------cvabn--------------
Chuup Oyee,Wada thainaydar..:2guns::fraudia: lolj/k :stuck_out_tongue:

Re: Janay kaha hay woh

yahan per theory per koi belive nahin rakhta sab practical wale hain :stuck_out_tongue:

Re: Janay kaha hay woh

wuts a thainaydar? :confused:

Re: Janay kaha hay woh

oye rainu twano abhi hi ana tha :hoonh: thora chai pani to lene dete :wink:

Re: Janay kaha hay woh

lekin meri theory tumhare baare mein believe karen ge :stuck_out_tongue: proof itna saaf saaf nazar jo aata hai :rolleyes:

Re: Janay kaha hay woh

chaye paani kon pularaha hai? :rolleyes:

Re: Janay kaha hay woh

log her kisi ki baton ko sach nahin mante :stuck_out_tongue:

tumse to kisi cheez ki umeed nahin hai so hotel ja rahe hain hum :snooty:

Re: Janay kaha hay woh

:Door ummeed rakna bhi na :stuck_out_tongue: acha hotel se mere liye bhi kuch le aana acha jee?

Re: Janay kaha hay woh

maal e mufta dil e berahm hum khud kisi ki gale par rahe hain aur tum yahan beth kar order kiye ja rahi ho :bummer:

Re: Janay kaha hay woh

:Dyup..hum to bas ase hi hai
order ki list do phir? :stuck_out_tongue:

Re: Janay kaha hay woh

nahin tum paise de do list khud hi bana lenge hum :wink:

Re: Janay kaha hay woh

haye
itne kanjoos kyon bante ho? larki se pase loge? :stuck_out_tongue:

Re: Janay kaha hay woh

main un larkon main se nahin jo yeh baat soch kar bewakoof ban jate hain chup chap paise nikalo :snooty:

Re: Janay kaha hay woh

oor mein un larkiyon mese hu
jo larkon ko bewakoof wanati hai :Dto pase to aaj aap hi den ge :stuck_out_tongue:

Re: Janay kaha hay woh

bachoo main bhi chore kar chale jaonga beth kar burtan dhona hotel ke :stuck_out_tongue: