janaab e ishhq

Janaab-e-Ishq Kartay Hain Karam Kuch Khaas Loogon Per,
Har Insaan Ke Muqaddar Mein Ruswaayi Tou Nahi Hoti…

Re: janaab e ishhq

Nice :hehe:

Aisi karam farmai karne walon ko Lado marka sabun banae walon ki janib se dili Eid Mubarak.

Re: janaab e ishhq

ap wo sabun bnaty hynb kya

Re: janaab e ishhq

Nahin mujhe karam farmai ka sun ke yaad agaya.

Re: janaab e ishhq

mujhy lga k wo karam ferma ap hain :barbie:

Re: janaab e ishhq

Karam farma sabon banane wale nahin sabon khareedne wale the :snooty:

Re: janaab e ishhq

hmm.. phir to apka in sub sy bht gehra ta’luq hy :hoonh:

Re: janaab e ishhq

Per hamare kabhi lado marka sabon nahin aaya... pehli kursi marka aur Reshma soap aate the.. jab se mere ghar walon na Ariel ka ad dekha hai, tab se Ariel aata hai :p

Re: janaab e ishhq

surf excel b acha hy... u knw daghhh to achy hoty hyn.. waisy gayee soap nhi try kiya

Re: janaab e ishhq

gaye soap aur lado soap Punjab main ziada mashoor the.. hamare haan kursi aur reshma ziada chalte the… waise English poetry main desi saboon ka tazkira kia hi baat hai :lajawab:

Re: janaab e ishhq

:hehe: ap kahan ho… r u nt punnnjaabiii

Re: janaab e ishhq

Main Karachi main hoon.. aur meri zaban Sindhi hai.

Re: janaab e ishhq


zabaan-e-dost-e-man Sindhii wa man Sindhii na mee daanam!

mujhe sikhaa do, bhai! :)

Re: janaab e ishhq

aap ajao CL&L ke local laguages wale thread main apni queries ke sath... hum sikha denge.

Re: janaab e ishhq

Nice.......

Re: janaab e ishhq

kuch hotey hain jinhe sub mil jata hai....

Re: janaab e ishhq

khush naseeb hoty hyn wo na ky apni tarah… :hinna:

Re: janaab e ishhq

positivity good :k: