mere yaad ayae to sirf
muskara daina
is kay ilawa main aur kuch nan chahun ge
haan kabhe kabhe
jub beetay lamhoan ko zahin main lao
to
wahan sirf main he hun ge
kabhe kabhe
surmae baadal
taiz barish
chudhaween ka chand
weeran dopahroan
kali seyah udas ratoan
main chupkay chupkay say dabay paon
mere yaad chali ayae ge
aur mere mohabbat kay naqsh
aur gehray hotay chalay jayain gay
phir jaan jayo gay keh
khud say khud ko juda kerna
kitna az’zeeat’nak hay!!!
Very Touchy ..
nice ...
:k:
[QUOTE]
*Originally posted by ameen: *
mere yaad ayae to sirf
muskara daina
is kay ilawa main aur kuch nan chahun ge
haan kabhe kabhe
jub beetay lamhoan ko zahin main lao
to
wahan sirf main he hun ge
kabhe kabhe
surmae baadal
taiz barish
chudhaween ka chand
weeran dopahroan
kali seyah udas ratoan
main chupkay chupkay say dabay paon
mere yaad chali ayae ge
aur mere mohabbat kay naqsh
aur gehray hotay chalay jayain gay
phir jaan jayo gay keh
khud say khud ko juda kerna
kitna az'zeeat'nak hay!!!!!!!!
[/QUOTE]
this is very pain full 4 me :(
gr8 one kia kehna !!
kiya baat hai...
kabhi kabhi post kartee hoo aap aur acha post kartee hoo kartee raha karoo.....
:)
lovely, :k::k:
heartbreaking…
keep it up :k: