Re: James Bhaand...hamaare haldi-lazeez [oops! har dil azeez] saathii
sirf lahore main nahin rwp isb main bhi issi naam sy pukara jata hai,,
james bhaaan ki ankh main 2 ansoo mutlab seeny main dil abhi baqi hai ki nishani hai
LP bhaand naqal utrany waly ko bhi kahty hain u
or lahore theaters main jo hansi mazaq karty hain bemutlab wo sub bhaand hee hoty hain
yahi jughat hai
waisy aap ki yeh lataain marny ki adit bhi kuch kuch bhaand sy milti hai,,,,,,,,,,,,,,,,,,,lol