Jalta Huwa Diyaa Dekh Kar
Khush Hone Ki Aadat Thi Usski
Bas Usey Khush Dekhne Ke Liye
Apne Dil Ko Jalaate Rahe Hum
Re: ~~ Jalta Huwa Diyaa ~~
Aryaan nice sher …leekan Text ko kuch clear kar laitay to nigahoon par ittna zoor nah dalna parta mujh ko ![]()
Re: ~~ Jalta Huwa Diyaa ~~
Thanks Sannan..:)
Re: ~~ Jalta Huwa Diyaa ~~
Wow Aryaan.. Kia baat hai :(
Re: ~~ Jalta Huwa Diyaa ~~
nice
Re: ~~ Jalta Huwa Diyaa ~~
awesome :)
Re: ~~ Jalta Huwa Diyaa ~~
:DYI TO KOE AQALMANDI KI BAAT NA HUE
Re: ~~ Jalta Huwa Diyaa ~~
Beautiful DIL Aryaan :)
Re: ~~ Jalta Huwa Diyaa ~~
Ham to bepanah mohabbat karke bhi haar gaye,
Aur tumhe kisi ki khush naseeb kismat ne jeet liya…
Re: ~~ Jalta Huwa Diyaa ~~
:hinna: kia khoobsurat baat ki hai kehne wale ne.
Re: ~~ Jalta Huwa Diyaa ~~
Nice choice Aryaan :k:
Re: ~~ Jalta Huwa Diyaa ~~
Thanks Naylah, Muskaan, Babri, Jiia, Koyal & UZ..:)