Jalta hua faqat apna jigar dekha ...

ManziL-E-Ishq mE, aisa bhi safar deikha!

K Preshan sitarOn mE, FaLak pE Qamar deikha

GuLshan-E-wafa k, Tamam chiragh buJh gye!

JaLta Hua FaQat Hum nE, Apna Hi Jigar deikha!

Re: Jalta hua faqat apna jigar dekha ...

K Preshan sitarOn mE, FaLak pE Qamar deikha

Saba Qamar ke drame dekhna chhoRon, manhoos her drame main roti hai

Re: Jalta hua faqat apna jigar dekha ...

Jiss cheez mein insan achcha ho wohi baar baar kerta hai :)

Re: Jalta hua faqat apna jigar dekha ...

usse bore karna boht acha aata hai

Re: Jalta hua faqat apna jigar dekha ...

Jab bore honay ka mood ho tou ussey he dekhtey ho?!?!

Re: Jalta hua faqat apna jigar dekha ...

lolz.....yes or jab hansanay ka dil karta hoo...tu tumari tasveer ankhoon may saja leta hoon....:p with tag (From Disney with love :p)

Re: Jalta hua faqat apna jigar dekha …

Mein tumhain pakisatni movie ki heroine dikhti huun :naraz:

Re: Jalta hua faqat apna jigar dekha …

nai tum tu mujay chand ka tukra dikhti hooo :)…

Re: Jalta hua faqat apna jigar dekha ...

Yeh chand gehna gaya hai :)

Re: Jalta hua faqat apna jigar dekha ...

koi baat nahi....chand chand hota hai chahay gehnaya howa hoo ya chohdaween ka hooo ;)

(aslam raisani ko koi aitaraz nahi :p)

Re: Jalta hua faqat apna jigar dekha ...

Woh babbar shair numa insan ... disgustipated yuck ..tum bhi aesay he ho?!?!

Re: Jalta hua faqat apna jigar dekha ...

really very nice

Re: Jalta hua faqat apna jigar dekha …

jiger jalta hua dekha..**KEse **:hoonh: